Friday, July 29, 2011


49 comments:

  1. ham aapke saath he agar daish ke liye jaan bhi deni pade to ham, taiyar he.lekin ab hame sawadhan reh kar pratyek kaary karna hoga.bharst log chahenge ki ham unke raste se se hat jaye,lekin hame badi hoshiyari se har kadsm aage badhana he.

    ReplyDelete
  2. haa mai or meri ayush maharashtra sanghtna apake saath hai

    ReplyDelete
  3. Sabhi NRI bhi aap ki Sath hai. Baba ramdev Ji aur Anna ji mil ker lero in corrupt poltician ki against. Aleg-aleg hone se takat kum ho jayegi joki ye corrupt politician bhi chahete hai !!! Jai Hind

    ReplyDelete
  4. ham ap ka sat ha aana hazare je

    ReplyDelete
  5. BJP cant do anything by itself....petrol, diesel and other things price r raising at high level and to show BJP just do protest and nothing all....and When people like Anna Hazare and Baba ramdev do something good for whole country..whole BJP get involve in that and spoil whole things........
    Politics should not be involved in when something good is done by good peoples for whole nation....
    If BJP and other political parties want to do something good they should do on there own basis not by spoiling other protests.....

    ReplyDelete
  6. We accept that Parliament is Supreme ! Anna and his team, always, pay their full respect towards Parliament . But these parliamentarians want respect for them . Why ? Parliament is supreme , not our parliamentarians !
    Government and Ministers say , Parliament will decide. Its OK ! But, I would like to ask you (our parliamentarians)- WHAT YOU DID IN PARLIAMENT, in last 50 years, against corruption ? Why CORRUPTION, became an integrated part of our society ? How many big politicians (they are totally responsible for corruption)sent to jail ?
    Why, 75% people faith on Anna and his team ? Why people having no faith on you (MPs/parliamentarians ) ?
    Why scams/scandals of billions, became a common thing in a poor country, where 50% earn not more than 40 RS per day ?
    I would like to request that - both (JANLOKPAL and Government's LOKPAL) must be before people and let them (people of India) decide, which version is quite efficient.
    A mass survey can be conduct in this regard .
    Government must not Impose LOKPAL bill . Government should introduced both - Anna and his team's JANLOKPAL an Government's LOKPAL .
    After all , in Democracy, Government is made for people by people.

    ReplyDelete
  7. Mere Anna,yahi tamnna,Bharat ka uddhar karo. Bhookh,bhay aur bhrashtachar, macha rahe he hahakar,Anyay-atyacharo se dahali dharti kare pukar,fansi bhanwar me Bharat nauka,tum hi isko par karo. Mere Anna................... Aajadi ka artha na jana, beimani ko dharm he mana, aamjan ka makhaul udakar,jinne apna hit hi thana,ahinsa ka astra chala is pravrutti ka sanhar karo.Mere Anna............... Ab na rukna,ab na jhukna,hai desh tumhare sath, ho na jaye jab tak ye JANLOKPAL pass, Tilak,Lajpat,Gandhiji ke sapno ko sakar karo.Mere Anna yahi tamnna Bharat ka uddhar karo....

    ReplyDelete
  8. "abhi nahi to phir kabhi nahi"

    ReplyDelete
  9. humm jag rahen bharat jag raha hai jan lok pal bill aake rahega.................jai hind

    ReplyDelete
  10. आज समझ मे आ रहा है मुझे कि आज़ादी के लिए अंग्रेज़ो से इतना संघर्स क्यू करना पड़ा था हमे..

    ReplyDelete
  11. मै इक अदना सा हिन्दुस्तानी जिस की मुल्क के निज़ाम मे कोइ पूछ नही. एक सवाल....!! सिर्फ़ एक सवाल... मुल्क के कर्णधारो से........

    ये किस का लहु गिरा,
    य़े कौन मरा,
    ए मसीहा..! तू बता.
    राह्जनो की बात नही,
    तेरी रह्बरी का सवाल है.

    ReplyDelete
  12. bande matram,
    sathiyo agar aaj chuk gaye to hamesaa ke liy chuka jaaege,aaj ke is bharsth,bahri,angrejiat sarkar ko sabak seekhane kaa deen yaa hai, aaj anna je ke sath rahakar ham sabhee apne ko bhagy shali samajhe kee ek esaa mahapurush hamare bich hai jisa par bharosha keyaa ja sakta hai. aur sarakar ko ukhad fekanaa higaa takee enko sabak mil sake kee janata ki baata nahee sunane kaa nateejaa kya nikaltaa hai.

    ReplyDelete
  13. anna hazare plz go on......and inn bhrshat netao ko resign karne pe majboor kar do.....me ek student isiliye apne desh me apni aankho ke saamne kucch aisi movement itne hi bade level pe dekhna chahti thi...dibbawalas are on the strike in past 120 years...which is really a big thing.....the future generations will study the struggle of ANNA HAZARE, and we- the present generation eill tell them about the success for this SANGHARSH.......JAI HIND

    ReplyDelete
  14. Anna ji aap sahi ho hum aap k saath he yah gandhiji k sapno ka des he gandhiji k sapno ko pura karne ka yah waqt aagya he goro se aazadi le kar kalo ne baad me julm dhaya he ab een kalo ko to subhaschandra boj ki tarah karna hoga TUM HUME LOKPAAL BIL DO VARANA HUMTUHMHE MAUT DE GE...... * * * * INQILAB ZINDABAAD * * * JAI HIND * * * *

    ReplyDelete
  15. जन लोकपाल बिल टीम एवम आदरणीय अन्नाजी को मेरा शत शत प्रणाम! इस देश के सारे सांसद,मंत्री तथा नेता सिर्फ एक ही बात से डरते हैं चुनाव में अपनी हार से। हर व्यक्ति (वोटर) अपने अपने क्षेत्र के सांसद का घेराव करें और उनसे स्पष्ट पूछे कि वो इस बिल को पास करवा रहे हैं या नहीं यदि नहीं तो उनका टोटल बहिष्कार करें,उनके निवास के सामने धरना दें,भजन-कीर्तन करें। उन्हें स्पष्ट अपना मंतव्य बता दें कि अगले चुनाव में उनकी जमानत जब्त होने वाली है। हॉ यदि वो बिल पास करवाने में सक्रिय सहयोग देते हैं तो उन्हें हम अपने सर आंखों पर बिठायेंगे...वंदे मातरम...

    ReplyDelete
  16. anna ki ladai men main aur mera pukhrayan anna ke sath.ladai hath aurhathiyar ki nahi hai ye ladai bhrastachar ke khilaf ahinsatmak ladai hai so sara desh ismen anna ke sath hai

    ReplyDelete
  17. ANNA G APKE IS ANDOLAN ME ME, MERA PARIWAR OR MER SABHI DOAST TAN MAN DHAN SE APKE SATH HAN. DESH IS SAMY VIKAT PRASTHITI ME HAN JO DES KE SEVAK HAN WO DESH PAR SHASAN KAR RAHE HAN WO TANASHAHI KARKE DESH KO LUT RAHE HAN.DESH KI AJADI KE ITANE BARSH BAD BHI DESH KI SATHITI DAYNIYA HAN.GARIB KISHAN V MAJDUR VARG KA JINA DUBHAR HO RAHA HA .DESH KO IS SAMYA JARURA HA ESE HI ANDOLAN KI. JAI HIND,VANDE MATRAM.

    ReplyDelete
  18. Aadarneeya Annaji, sadar pranam!
    Jan Lokpal ke samarthan me aaj saara desh aapke sath hai, har umra, har jaati, har dharm ke logon ka manobal aapke sath hai. aazadi ke baad ki 66 saalon ki gulami ka riswatkhori, kameeshankhori jaise danvon se mukti pana hi hum sabka maulik adhikar hai.
    hum sab aapki teem aur aapke margdarshan me apne lakshya ko pa kar hi rahenge.
    Vande matram
    Jai Hind
    Jai Bharat!!

    ReplyDelete
  19. yadi angrejo k samay aaj k NETA or mantri hote to MAHATMA GANDHI or any kantikario ko ANDOLAN nhi krne dete or na jane kitne JALIYAWALA BAG HATYAKAND hote ,aj k netao se bure to ANGREJ bhi nhi the .....HUM SUB ANNA G K SATH H.....SANWARMAL ,RAJASRHAN

    ReplyDelete
  20. Aaj Janmastmi hai."AAJ KE DIN BHAGWAN VISHNU NE SHRI KRISHNA KE ROOP ME AWTARIT HUYE THE" Sirf Atyachaari "KANSH" ka wadh karne ke liye. To hey Hamare "AADARSH" shri.... shri... Annaji.... awashya hi UN TAMAM BHRUSHT JANPRATINIDHION KO AHSAAS HOGA KI AB UNKA ANT HONE WALA HAI. KYON KI IS DESH KI JANTA KA "KRISHNA" AB UNKE BEECH APNI KARODON KI SENA KE SAATH US MAIDAAN PAR PAHUCH CHUKAA HAI JAHAN HAR WAESH SHRI RAAM, RAWAN KA VINAASH KARTE HAI. IS DESH KI JANTA ANNA JI KE SAATH HAI. "JANLOKPAL LAO NAHI TO JAO" KA NARA NIKAL PADA HAI. ANNAJI JI JINDAVAD... BHARAT MATA KI JAI. VANDE MATRAM...VANDE MATRAM... VANDE MATRAM.

    ReplyDelete
  21. annaji jesa chahate hai waisa hi ho yahi asha hai aur jo unone khwab dekha hai sacha ho

    ReplyDelete
  22. anna ji lokpal to apka bna hi lana chae jan dane pda hum hindustani app ka sat h 16 august se aj tak app ka ansan m hu kaval sandes dalna or change some dress krna aya hu or jab tak holyday par rahuga jab tak lok pal nahi aa jata vandematram

    ReplyDelete
  23. Anna ji app jo kaam kar rahe hain use aapko lakho karodon hindustaniyo
    ka bhala hoga unke sache man se apke liye duae niklengi, Yeh politician
    Election jeetne ke baad humare khoon pasine se kamaye hue TAX ke khajane
    ko aise lootate hai jise dekh dakoo bhi sharma jaye, Agle election tak
    itna bator lete hai ke fir inki sare pushte baith kar mauj se ine kharch
    karte hai, Din prati din mehngai badhti ja rahi hai petrol desiel khane
    pine ke saman pehne ke saman ke bhav jaise asaman phad ke nikal rahe hai
    in logo ko to koi farak nahi padta mehngai badhe ya ghate, bade bade
    company wale inhe paisa khila kar apne products rate badhwane ke liye
    permission le lete hai, Agar aaj india ka paisa wapas apne desh ajaye
    aur use poore india ke janta ko baant diya jae to hur ek vyakti karodo
    arbo ka malik honge, aur automatic is desh se crime hut jayega log paiso
    ke liye ek doosre ka gala nahi katenge, hur insan jab peth bar khaeya
    aur use woh sabh cheeje milenge to phir crime automatic hi khatam ho jayega
    aur fir india world ka number 1 country hoga Money power main bhi aur
    Man power main, aur haan ek aur baat jub humare desh ke logo ke paa khane ke
    liye khana pehne ke liye kapda aur rehne ki liye chat hi nahi to yeh sarkar
    itne bade bade flyover buildings road construction Metro ka nirman karne
    ki kya jaroorat hai, Anna ji kuch bhi ho jaye is desh ko apki jaroorat
    hai aur is Jan lokpal bill ko aapko paas karana hi hoga humara sath
    aapke sath humesha rahega

    Jai Jan Lokpal
    Jai Anna Hazare ji ki
    Jai Bharat Mata ki
    Vande matarm

    ReplyDelete
  24. jai bharat, jai jan lokpal, adrania Anna ji hum bhi apke sath hai,pvt. ltd. company bhi jan lokpal me aana chahie, desh me hajaro Garib bhai ne ltd company me kam karte hai lekin unhe uchit tankha nahi dete, lauber office me ghosh deke company ke MD majdur ka ESI PF kha jate hai ,balki kisi ko pakka nehi karte. sab ka tankha sarkari rate pe hona chahie, jai bharat,,,,,,

    ReplyDelete
  25. RAHNUMA ANNA BANE...

    chal rahi hain aandhiyan dipak bujhane ke liye,
    dhal banke hai khadi janta bachane ke liye.

    ho rahi koshish hasti ko mitane ke liye,
    chal pada hai desh sara sir katane ke liye.

    daaw phenke ja rahe janmat kuchalne ke liye,
    dat chuki janta magar system badalne ke liye.

    taiyar na hindu-musalma ab hai batne ke liye,
    hai nahi taiyar piche log hatne ke liye.

    julm dhaye ja rahe sabko darane ke liye,
    aawam ne bhi thanli unko harane ke liye.

    waqt ye na aaj hai aanshu bahane ke liye,
    hai watan ke vaste ye khun bahane ke liye.

    uth pade hain naujawan sab kuch lutane ke liye.
    sad chuke is bhrasht system ko hatane ke liye.

    mustaid hain tabke sabhi ab sur milane ke liye,
    mulk hai betaab ravan ko jalene ke liye.

    hai safar mushkil magar manjil ko pane ke liye,
    rahnuma anna bane rasta dikhane ke liye.

    -Rajendra Jain
    Ahmedabad

    ReplyDelete
  26. Manish ji Jaha Anna ka Samarthan sara desh kar raha, par isse congressi puri tarah chidhe huye hai wo humse kuch dusre tarike se bdla le rahe hai humare yaha makan ban raha tha jis padosi congressi hone k karan jalkhori mein aaker nagarpalika se Stay lagwa diya aur Nagarpalika President bhi Congress ka hai, halaki wo acche insan hai par iski shikayat k karan wo makan ko dekhne bhi nahi aaye ki kyu kam roka gaya. aap margdarshan kare kya kiya jaye. Anna ji Lokpal Pas hona hi Chahiye Verna Sara desh Anshan karne ko teyar hai. Is Brashtachar se Roj marne se accha hai 1 bar desh k liye mar jaye aane wali peedhi ke liye kuch kar jaye. jai hind.

    ReplyDelete
  27. Corruption eradicate from Indian's heart:- Wait a minute. Now why does the civil society shrug away from bringing the NGOs under the Lokpal's scope? All the arguments that they put forward for the inclusion of the PM under the Lokpal bill also hold true for the bringing the NGOs under the Lokpal. Yes the NGOs have done a lot, but then it is also necessary to weed out the fake ones that are concerned with minting money for themselves. and plus, if a NGO is clean, then it shouldn't have anything to fear. I am all for bringing the PM under the lokpal and having a highly-empowered lokpal, but this new development smells of double standards. Because all CORRUPTION STARTING FROMN NGOs., When NGOs applied for Financial Assistance from the Central/State Govt. Body then why they took bribe 25% of Agreed amount for NGOs allotted by the Govt. Body? It means most of the NGos. indulge with corruption from the beginning. PLS THINK OVER IT ALL ANNA HAZARE SUPPORTERS.
    Akhir mere bhole bhale deshwasion kabhi bhi bher chal main na chal kar khud ko pehchano yeh nahi hota ek insan kisi gaon se aakar is desh ki arthwavastha ko nuksan pahunchaye aur app bhi bina soche samjhe is muhim main sath deain ( IF HE IS REALLY A GANDHIAN THEN WHY R USE UNPARLIAMENTARIAN LANGUAGE IN HIS SPEECH SEVERAL TIME – LIKE GADAR, CHOR, JUTE MARO IN POLITICIANS KO LIKE SO ON)))
    “HUM SABHI CHATAIN HAI KI EK POWERFUL LAW BANANA CHAHIYE PAR IS TRAHAN NAREBAZI YA PRADARSHAN SE NAHI”
    “ NOW COMFORWARD AND GIVE VALUEABLE SUGGESTIONS TO STANDING COMMITTEE OF LOK PAL BILL ONLY”
    Pls visit in Facebook: “Corruption eradicate from Indian's heart” http://www.box.net/shared/k9bz7pfzj6q6s0us9mil
    http://www.box.net/shared/tyqqc9d0rl8xgglqxpmj
    http://www.box.net/shared/ozrgi6jxp7avncu6b7v8
    http://www.box.net/shared/ndtmbhdxpmhgvqqemgis

    Yours sincerely,
    Venod Kumar Sharma

    ReplyDelete
  28. हे मेरे प्यारे देशवासियों ______


    लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती,
    कोशिश करने वालों की हार नहीं होती!
    जब तक लोकपाल सफल ना हो,
    नींद - चैन को त्यागो तुम,
    संघर्षों का मैदान छोड़कर मत भागो तुम!
    कुछ किये बिना ही जय-जयकार नहीं होती,
    कोशिश करने वालों की हार नहीं होती!

    ReplyDelete
  29. पाकर, खोना अन्ना जी का दस्तूर नहीं,
    खो कर, रोना अन्ना जी का दस्तूर नहीं!
    अन्ना तो जगे हैं जग को जगाने के लिए,
    जाग कर सोना अन्ना का दस्तूर नहीं !

    वन्दे मातरम !
    जय हिंद

    ReplyDelete
  30. India se Bhrastachar mitana h Anna g k sath kadamh se kadam milana h.aaj des me anna g ne jo krntkari muhim chala kr anekta me ekta sabit kr dika diya h hr byakti aaj bhrastachar se trasta h isliye hr dusra byakti anna g ki india against corruption ki des bypi muhim ka hissa ban gaye h aajki jarurat bhi bn gayi haise bhrst des jaha hr dusre karya k liye bina paise diye koi kam nhi hota h jis k liye saskt jan lokpal bill lana atimhtwapurna h Anna ne jaise san 1965 ki jang me pakistan se loha mnwaya usi bhanti aaj apni cntr govt ko jan lokpal bill saskt banane ki kawayd k liye amran ansn kr srkr ko jhukne ko mjbur kr diya h bhart mata k is veer saput kidhrid sanklpta ko salam"best of luck great Anna & all indian supporter" Jai Bharat"ganesh juyal"

    ReplyDelete
  31. i agree that curruption is directly proportionate to patan(downword fall) of person, people and country.

    ReplyDelete
  32. ANNA JI HUM AAPKE SATH HAI..HUM BHI PICHLE 4 YEAR SE LOGO KO JAGRUK KARNE KA KAM KER RAHE HAI.IMANDARI KA DAGAR BARA KATHIN HAI,LEKIN MUJHE PATA HAI HER NAI CHIJ KA SURUWATI BIRODH HUA HAI PER SARA DESH APNAYA HAI.JAISE-BIJLI,LPG GAS,MOBILE,COMPUTER ETC.AAP KA NAAM SWARN ACHROW ME LIKHA GAYA 1OO%.BANDE MATRAM

    ReplyDelete
  33. abhi aap sarkar se laro hum rcm pariwar aapke sath hai.phursat me kabhi 'JEEWAN EK KHOJ'AUR 'SAKTI KA KHAJANA'BOOK PADHKAR APNI RAE HUMKO JAROOR DIJIEGA,EMAIL ID-swasthsahitholifesahi@gmail.com

    ReplyDelete
  34. 100% supporting hona chahiye anna hajare ko......

    ReplyDelete
  35. plz spport anna hazre................he fight ur bright n corruption free future. so guys give ur full suport................for this revolution.

    save India against corrption by actively support Mr.anna hazare.

    ReplyDelete
  36. please support anna hazare. he fight your bright and corruption free future. so everybody give your support
    please please please support anna hazare

    ReplyDelete
  37. anna hazare hum apke saath hai ,
    vande mataram, jai hind

    ReplyDelete
  38. sarfarosh ki tamanna fir jagi dil me hai
    dekhna hai jor kitna baajooa firke parasto me hai.
    Ishwer anna ko dhirgaau banaye.

    ReplyDelete
  39. Anna G hum aapke sath hai or hum bhagwan se dua karte hai ki bhagwan aapki har ichha ko pura kare or is desh ke har insan ko insaf mile.. bhartiya janta is bharsht netao se preshan ho gayi hai. Anna G ke sath sath mai is Anna Team ko bhi bahut bahut dhanyawad dena chahata hoo kyo ki is team ne bhi apna kam bahut hi bahaduri ke sath logo ka sath diya or in kale Angrejo (english men) se daily samna kiya. Ab mai un logo ka bhi bahut bahut dhanya deta hoo jo aaj Anna G ke sath hai or Anna G ka Hausala badha rahe hai... ab mai bharat ke har insan se request kar raha ho chahe wo bache ho, bade ho, wrahad ho, aadami ho yaa aurat sabse request kar raha hoo ki aap log Anna G ka sath de jisse bharat ko ek majboot bharshtachar ke khilaf kanoon banaya ja sake... Bharat ke har insan ko mera dhanyawad or salam.. Jai Hind, Jai Bharat, Jai Anna.. Inkalab Jindawad, Vande Mataram........Dhanyawad..

    ReplyDelete
  40. aap swasth rahoge tho abhi bahut kuch karna hai.COGRESS SARKAR KO PATA NAHI HAI,HAMARE ANNA JI KO KUCH HOGAYA THO CONGRESS PARTI KO CHULU VER PANI NASEEB NAHI HOGA JISME O DUB SAKE. WAISE SABHI POLITICAL PARTY CHOR CHOR MAUSERE BHAI HAI.

    ReplyDelete
  41. aapko hamari umar lag jae anna ji.main kanya vidyalay ka teacher hoon.

    ReplyDelete
  42. 100 mese 80 galat firbhi mera anna ban gaya mahan or jit laya lokpal.......


    100 mese 80 galat firbhi mera anna ban gaya mahan or jit laya lokpal.......100 mese 80 galat firbhi mera anna ban gaya mahan or jit laya lokpal.......100 mese 80 galat firbhi mera anna ban gaya mahan or jit laya lokpal.......

    ReplyDelete
  43. chalo have bolenath no shavan mas ma upvas kari anna hazare ji a lokpal ne sasad mathi paas karavi mota ma moti jeet 1947 ni jem puri kari.....

    danya che je janeta maa a ava anna hazare jeva mahan purush ne janam apyo

    ReplyDelete
  44. anna ji,aap bina fast kiye hi keval ek aavaz denge
    tab bhi ham deshvasi ser ke bal doudkar aayenge.
    or aapka tahe dil se samarthan karenge.ham aap par aankhen mundakar vishvas karte he, karte rahenge.

    ReplyDelete
  45. Aapne sabhi ko sikha diya ki bina hinsa ke andolan kaise kiya jata hai.

    ReplyDelete
  46. hame lagta hai apko patna jarur aana chahiye.hame apke team me sabhi pasand hai.ham apke aane wale samay k liye dua karenge.

    ReplyDelete
  47. Manzile door hain raste kathin magar
    magar agar erade ho majboot to kuch bhi door nahi
    raste kathin aur bahut hai badhayen
    par hausala hai jinki chahat me wo majboor nahi
    aasan nahi kuch bhi pana is jamane me
    jo asasani se meil jaye ye jamane ka dastoor nahi

    ReplyDelete